tumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jayna tum haare na ham haaretumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jayna tum haare na ham haaresafar saath jitnaa thaa, ho hii gayaa tayna tum haare na ham haaretumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jay
yaad ke fuul ko ham to apne dil se rahenge lagaaeyaad ke fuul ko ham to apne dil se rahenge lagaaeaur tum bhii hans lenaa jab ye diivaanaa yaad aaemilenge jo fir se milaa dein sitaarena tum haare na ham haaretumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jay
vaqt kahaan ruktaa hai to fir tum kaise ruk jaatevaqt kahaan ruktaa hai to fir tum kaise ruk jaateaakhir kisne chaand chhuaa hai ham kyo haath baḍhaatejo us paar ho tum to ham is kinaarena tum haare na ham haaretumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jay
thaa to bahut kahne ko lekin ab to chup behtar haithaa to bahut kahne ko lekin ab to chup behtar haiye duniyaa hai ek saraay jiivan ek safar hairukaa bhii hai koii kisii ke pukaarena tum haare na ham haaresafar saath jitnaa thaa, ho hii gayaa tayna tum haare na ham haaretumhaarii bhii jay-jay hamaarii bhii jay-jay
TIMELYRICS HINDIVideoAudioCONCERTKARAOKEINSTRUMENTALANECDOTEDownload