LATAzindagii kaa ajab fasaanaa hairote-rote bhii muskuraanaa haizindagii kaa ajab fasaanaa hai
MUKESHishq men jaante hain jaan gaiiishq men jaante hain jaan gaiifir bhii kahte hain aazamaanaa haifir bhii kahte hain aazmaanaa hai
LATAkaisii mushqil hai koii kyaa jaanekaisii mushqil hai koii kyaa jaaneaag ko aag se bujhaanaa haizindagii kaa ajab fasaanaa hai
MUKESHdil lagaayaa thaa par na thii ye khabardil lagaayaa thaa par na thii ye khabarmaut kaa ye bhii ek bahaanaa haimaut kaa ye bhii ek bahaanaa hai
LATAdil to kahtaa hai ki tere paas chaluundil to kahtaa hai ki tere paas chaluunkyaa karuun raah men zamaanaa haiMUKESHzindagii kaa ajab fasaanaa haiLATArote-rote bhii muskuraanaa haiMUKESHzindagii kaa ajab fasaanaa haiLATArote-rote bhii muskuraanaa hai
TIMELYRICS HINDIVideoAudioCONCERTKARAOKEINSTRUMENTALANECDOTEDownload