meree duniyaa ko luṭaane vaale meree hastee ko miṭaane vaale tere dar pe kabhii insaaf bhii hogaa is be-aaraam duniyaa mein kahiin aaraam bhii hogaa
maangaa thaa pyaar magar mujh ko naa pyaar milaa pyaar ke badale mein gam sau baar milaa maangaa thaa pyaar magar mujh ko naa pyaar milaa
mere haalaat koii naa jaane dil ke jazbaat koii naa jaane mere haalaat koii naa jaane dil ke jazbaat koii naa jaane jo sahaare the tanhaa_iyon ke vo khayaalaat koii naa jaane maangaa thaa pyaar magar mujh ko naa pyaar milaa pyaar ke badale mein gam sau baar milaa maangaa thaa pyaar magar mujh ko naa pyaar milaa
miṭ gaye mere sapanon ke saaye hue apane aaj paraa_e miṭ gaye mere sapanon ke saaye hue apane aaj paraa_e ab vaapas mujhe bulaale mere haalat pe hnsane vaale
TIMELYRICS HINDIVideoAudioCONCERTKARAOKEINSTRUMENTALANECDOTEDownload